Hello Friends agar aapke SDCard me password lag gaya hai aur aap usko thodna chahte hai. Tho aaj me aap ko kuch aisi trick bataunga jise aap aasani se apne Locked memory card ko Unlock kar sakte hai aur kisi bhi Memory card par lage hue password ko aasani se Remove kar sakte hai.
Aap Apne Android Mobile or Computer dono se hi apne Locked Memory card ke password ko remove kar sakte hai. Yaha me aapko 2 Methods batane wala hu unme si kisi bhi ek method ko use karke aap aasani se apne Locked memory ko Unlock kar sakte ho
Locked Memory Card Ka Password Kaise Thode ?
Method 1 : Android Mobile Use Karke
Step 1 : Sabse Pehle Apne Android Smartphone me ES File Explorer pro app ko download kar install karna hai.
Note : Friends ye ek paid application hai jo ki aapko PlayStore se 190 me buy karna hoga. Agar aap isko free me download karna chahate ho tho Google se free me download kar sakte hai.
Step 2 : ES File Explorer Install karne ke baad mobile ko Switch Off karde aur locked memory ko insert karke Mobile on kare.
Step 7 : Us File Me Aapko Apne Memory Card ka Password mill jayega.
Tho friends aap is tarah se aasani se apne Locked Memory Card ka Password pata kar sakte hai aur usko Unlock kar sakte hai.
Method 2 : Computer Use Karke
Step 1 : Sabse Pehle aap Apne Locked Memory Card ko Card Reader me laga kar usko Apen PC se Connect kare.
Step 2 : Ab Apne Computer me Command Prompt Open kare [ press Win+r aur cmd type karke Enter dabaye ]
Step 3 : Ab Niche Diye hue Commands ko ek-ek karke type kare.
● Diskpart
● List disk
●Select Disk 4 [ yaha par aapko apne Locked memory card ko select karna hai]
● clean
Ab aapki Locked Memory Card unlock & Format ho jayegi, upar diye hue Command ko theek se enter kare.
Tho friends is tarah se aap apne Lock hue Memory card ka password aasani se unlock kar sakte hai. Umeed hai aap ko ye trick pasand aayi hogi.
0 Comments